Garaj Baras Lyrics

by Junoon

Junoon Garaj Baras Lyrics

Chords:
Am-B (555775) '-B' refers to the barre chord
M (556775)
Intro/Main riff:
Garaj baras saawan gir aayo x4
M- M
Dekho kaisay anjanay raston pe barsay ghata
M- M
Ao le lain matwali mastani rut ka maza
Garaj baras saawan gir aayo x4
Main Riff x2
Verse:
M
Aa aa bhi jaa meri jaan aa bhi jaa
M
Chahay tu zehar de ya jeenay ki dua
M
Kaisa yeh naata hai saanson say saanson ka
M
Sunn to le de sada bheegi bheegi faza
M
Yeh zindagi rangon main doobay gee
M
Surmaee shaam yeh bhoolay gee na kabhi
M
Koi to baatein hon aankhon say aankhon ki
M
Pyaar ki roshnee jaltee bujhtee huwee
M- M
Ao dhondain mil kay khushion ka lamha koi
M- M
Seenay main jo bharkay to bharkaey shola koi
Garaj baras saawan gir aayo x4

All lyrics are property and copyright of their respective owners. Lyrics provided for educational purposes only.