Moray Sayyaan Lyrics
by Kaavish
Kaavish
—
Moray Sayyaan Lyrics
Moray Sayyaan - Kaavish
Email: kaavishtheband@gmail.com
Moray sayyaan baydardi ho gaey
Koi jaa kae unn ko manaao
Moray sayyaan
Ho qadar na jaani ho
Milnay na aaey moray sayyaan
Baydardi ho gaey
Koi jaa kae unn ko manaao
Moray sayyaan
First Interval: D A Bm F#m E A D A D A Bm F#m E A D
Sayyaan ko mein nae itna bulaaya
Sayyaan ko mein nae itna bulaaya
Meri arz suni na jaaey
Moray sayyaan
Second Interval: Bm D Bm D Bm D Bm D
Dekho piya tum ub laut aao
Dekho piya tum ub laut aao
Kaheen jaan chali na jaaey
Moray sayyaan
Ending: Bm D Bm D Bm F#m G A D E D
All lyrics are property and copyright of their respective owners. Lyrics provided for educational purposes only.