Commonwealth Insaan Lyrics

by Sifar

Sifar Commonwealth Insaan Lyrics

www.sifar.in
Saari dilli mein raunak hai aur mein hun akela
Lagenge 2 ghante ya 4, iss traffic mein yaar
Saari duniya paagal hai aur mein hun akela
Band ho gayi hai dukaan, mein hun commonwealth insaan
Tu bhi hai, mein bhi hun Iss duniya ke dono bande
Tu khush hai, mein chup hun Aur thoda pareshaan
Vo Vo Jeeto khelo phir ye bolo Vo Vo Ab to jaane do na yaar x 2
Saari dilli hai nai nai par mein hun puraana
Ab lagta hai baemaan, mujhko saara jahan
Saari duniya paagal hai aur mein hun akela
Band ho gayi hai dukaan, mein hun commonwealth insaan

All lyrics are property and copyright of their respective owners. Lyrics provided for educational purposes only.